Solar lagane se pehle yeh samajhna zaroori hai ki aapke liye kaunsa option best hai.

Rooftop Solar

Ghar ki chhat par lagta hai. Subsidy zyada milti hai aur space ka best use hota hai.

Ground Mounted Solar

Khet ya khali zameen par lagta hai. Bade scale ke liye better hai.